Responsive Ad

2 Lines Urdu Poetry

2 Lines Urdu Poetry

 

Dosto’n Kee Zuba’an Ko Kheelnay Doo
Bhul Jaao Gay Zakhem Khanjer Kay
*******
Woh Torta Jorta Hai Roz Mujhe
Nuqs Kya Hai Mujh Mein Batata Nahi
*******
Haq Day Kar Mujhe Apni Nayaab Mohabbat Ka
Aap Ne Mujhe Sab Se Hussain Bana Rakha Hai
*******
Hum Faqeero Ki Tabiyat Bhi Barri Ghanni Hoti Hai
Baith Jatay Hain Wahan, Jahan Chaye Bani Hoti Hai
*******
Bas Bharosa Nah Torna Mera
Baqi Har Baat Mein Seh Jaoon Ga
*******
Shairi To Musannif Karte Hain
Mein To Baaghi Hon Dard Likhta Hoon
*******
Aur Lahjoon Mein Khamoshiyan Yuhin Nahi Utarti
Kabhi Un Ke Totnay Ki Aawaz Bhi Suno
*******

2 Lines Urdu Poetry


*******
Aaj Kha Qisam Apni Khobsorat Aankhon Ki
Kya Tujhe Zara Bhi Ishhq Nahi He Hmm Se
*******
Hum Ne Bhi Zindagi Guzari To Hai.
Ishhq Honay Se Ishhq Khonay Tak
*******
Kis Kis Ko Kahoon ... Dekhnay Se Ijtinab Kijiyej?
Janab … Aap Se Hi Guzarish Hai … Naqaab Kijiyej
*******
Apne Hi Kehkey Khokhle Lagey Hain Mujhe

Teri Udasi Bhi Mujhe Khush Nahi Honay Deti
*******
Dustarus Mein Zameen Thi Hi Nahi
Mein Khayalon Mein Ghar Banati Rahi
*******
Sadiiyon Pakeeza Rehtay Hain Nafratoon Ke Rishte
Badan Se Kapray Mohabbat Mein Hi Utarte Hain
*******

2 Lines Urdu Poetry


*******
Mein Tab Bhi Jhuk Ke Bandh Doo’gaa Tumahray Peeron Mein Payal
Haan Uss Umar Mein Bhi, Jabkay Mere Ghutnon Mein Dard Hoga
*******
Aap Ne Teer Lagaya To Koi Baat Nah Thi
Zakham Mein Ne Jo Dekhaya To Bura Maan Gaye
*******
Rasam Ulfat Hi, Ijazat Nahi Deti Warna
Tujhe Aisa Bhoolayn Ke Sada Yaad Karo
*******
Tum Zarf Mein Bhi Kam Zarf Thay
Tum Zaat Mein Bhi Bad Zaat Niklay
*******
Mftyan Ishhq Ik Fatwa Hamari Zaat Par
Raat Hum Is Ki Gali Mein Be Wudu Phirtay Rahay
*******
Aanso-On Ki Zamanat Bhi Jahan Kaam Nah Aayi
Woh Shakhs Lafzon Ka Yaqeen Khaak Kere Ga
*******
Sirf Pathar Hi Nahi Jaltay Gham Ki Aag Mein
Barf Se Bhi Dekha Hai Hum Ne Dhuwan Aُthta Sun-Hwa
*******
Kya Bura Hai Ke Mein Iqraar Mohabbat Kar Lon
Log Waisay Bhi To Kehte Hain Gunahgaar Mujhe
*******
Wadon Ke Pasdar Thay Baton Se Pِhr Gaye
Dil Ke Qareeb Log Thay Nazron Se Gِr Gaye
*******
Teri Tasweer Ko Seenay Se Laga Letay Hain
Is Terhan Dard Judai Ka Mita Letay Hain