Responsive Ad

Poetry in Urdu 2 LinesSad Poetry in Urdu

 

Poetry in Urdu 2 LinesSad Poetry in Urdu


Jala Woh Aag Mohabbat Ki Marey Seenay Mein
Ke Khayaal Ghair Ka Aaye Tou Khaak Ho Jaoon
*******
Kash To Mujh Se Mera Haal Pouchye
Mein Tujhe Hi Raula Dun Tairay Sitam Suna Suna Kar
*******
Bohat Mehngi Padtee Hai Woh Mohabbat
Jahan Khud Ko Sasta Kardiya Jaye
*******
Dukh Tou Yeh Hai Ke Waba Se Pehlay Bhi
Hum Ne Aisay Hi Din Guzaray Hain
*******
Mujhe Milna Hai … Tum Se Is Jahan Mein
Jis Jahan Mein Bichernay ... Ka Rivaaj Hi Nah Ho
*******
Yeh Takiye Wakiye Ab Kaam Anay Se Rahay
Yeh Udasi Tere Galaay Laganay Se Jaye Gi
*******
Kabhi Hum Bhi Hotay Thay Logon kay Dilon Mein
Waqt Nay Kya Sath Chorra Apnay Bhi Bikhar Gaye
*******
Tou Ab Udaas Jo Baithy Gi Samnay Unkay
Tou Phir Woh Reham Karen Ge Muhabbaten Tou Nahi
*******
Hum Waqt Dukh Kar Yar Nahi Bdalty
Hum Yaar Ke Kehnay Par Waqt Badal Dittay Hain
*******
Kisi Ne Poocha Chaye Ya Mohabbat
Hum Ne Kaha Mohabbat Ke Haath Ki Chaye
*******
Masla Yeh Bhi Toy Hee Duniya Ka
Koi Acha He To Itna Acha Kyun He
*******
Khamoshion Ko Samjhna Seekhiye Kyun Ke
Tootay Hue Log Lafzon Ka Istemaal Nahi Karte
*******
Tumahray Do Chaar Din Ke Tamashay Ko
Hamaray Haan Mohabbat Nahi Kaha Karte
*******
Mil Gaya Ho Ga Usay Koy Aur
Lakhoon Parre Hain Hum Se Bether
*******
Tum Kahan Dekhatii Ho Gi Aaina
Kambakht Aaina Hi Tujhe Daikhta Ho Ga
*******
Phir Barishain Tou Honi Theen
Sun-Hwa Ko Jo Dukh Sunaein Thay Mein Ne
*******
Faaslay Tou Taqdeer Mein Likhay Hain Sahib
Vaarna Hmm To Marna Bhi Isi Ki Baho Mein Chahite Hain
*******
Hazaron Chahanay Walay Ho Jis Ke
Woh Kya Mehsoos Kere Ga Aik Hamari Kami Ko??
*******
Qurbaan Kar Dun Saari Zindagi Teri Aankhon Par
Tou Wada To Kar Mujhe Umar Bhar Dekhnay Ka
*******

Poetry in Urdu 2 LinesSad Poetry in Urdu


Jitni Bheer Barh Rahi Hai Zamane Mein
Log Itnay Hi Akailey Hotay Ja Rahay Hain
*******
Ankhin Tak Nichor Kar Pi Gie
Haye Tairay Gham Kitney Pyase Thay
*******
Mere Chorrnay Ki Der Thi
Woh Mar Gaye ... Kisi Aur Par
*******
Tum Jo Bicharnay Ki Zid Mein Ho
Naa Kar Aisa Kay Mar Jayen Ge Hum
*******
Woh Tou Baatein Nahi Samajh Paata
Dukh To Phir Be Zabaan Hotay Hain
*******

 Aksar Wohi Loug Aُthate Hain Hum Par Ungliyan
Jin Ki Hamein Chone Ki Auqaat Nahi Hoti
*******
Kon Is Ghar Ki Dekh Bhaal Kere
Roz Ik Cheez Toot Jati Hai
*******
Lo Sahib Hum Ne Nikaal Di Woh Ankhen
Jo Saloon Se Tumhari Muntazir Theen
*******
Farz Karo Mein Kho Jaun
Yaqeen Dilaao … Dhuundo Ge